Ranzish Hi Sahi---------

Ranzish Hi Sahi---------
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aaaa phir se mujhe choor ke jane ke liye aa
Pahale se marasim na sahi phir bhi kabhi torasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa
Kis kis ko batayenge judai ka sabab hamtu mujh se Khafa hai to zamane ke liye aa
Kuchh to mere pindar-e-muhabbat ka bharam rakhtu bhi to kabhi mujh ko manane ke liye aa
Ek umr se hoon lazzat-e-giriya se bhi maharumai rahat-e-jan mujh ko rulane ke liye aa
Ab tak dil-e-Khush faham ko tujh se hain ummidainye aKhiri shamain bhi bujhane ke liye aa
Mana ki muhabbat ka chupana bhi hai muhabbatchupake se kisi roz yeh jatane ke liye aa
Jaise tujhe ate hain na anye ke bahaneaise hi kisi roz na jane ke liye aa.

Comments

Popular posts from this blog

Ab Ke Ham Bichhare To--------